
Health Insurance ek aisa contract hota hai jo aap aur insurance company ke darmiyan hota hai. Is contract ke zariye insurance company aapke medical expenses ko cover karti hai. Matlab agar aap beemar ho jayein, accident ho jaye ya kisi medical emergency ka samna karna pade to aapke hospital bills ka kuch hissa ya pura hissa insurance company ada karti hai.
Aap iske badlay mein har mahine ya saal ek fixed amount (premium) company ko dete hain.